Zakham Ki Bat Nhi Hai Jane Dard
Kyu Hota Hai Dhokhe Ki Baat Nhi
Hai Jane Ehsaas Kyu Hota Hai
Jante Huye Ki Bewfai Hai Na
Jane Phir Bhi Pyar Kyu Hota Hai.
Main toh bas teri chahat mein, Chahoon rehna sada, Main toh bas teri qurbat mein, Chahoon rehna sada, Saya bhi tera mein, Hone na doon juda, Maine teh kar liya, Tere ishq pe.. Tere waqt pe.. Bas haq hai ik mera, Teri rooh pe tere jism pe, Bas haq hai ik mera.
Comments
Post a Comment